Thursday, August 4, 2011

Kanha re - video - Lyrics




Kanha re Video song from the Indian Television show Shri Krishna - produced by Ramanand Sagar.

Since Janmashtami 2011 is approaching near, another one of Kanha songs. Other Indian Festivals and public holidays in India in August 2011 are Raksha Bandhan 2011, 15th Aughust Independence day and Ramzan Id 31st Wednesday.


Kanha re Lyrics in English

Kanha re thodaa saa pyaar de,
charanon me baithaa ke taar de,
O gauri gunghat ubhar de,
prem ki bhiksha jholi main daal de.
Kanha re ....

Prem gali main aake gujaria,
bhul gayi re ghar ki dagariyaa,
jab tak sadan, tan,man, jivan,
sab tuje arpan, pyaar sawariya


Maayaa tumne rang aisaa daalaa,
bandhan me bandh gayaa baandhnevaalaa,
kon ramaapati kaishaa ishwar, main to hun Gokul ka gwaalaa,
Gwaalaa re re thoda sa pyaar de, gwaali ka jivan savaar de,
aatmaa-paramaatmaa ke milan kaa madhu mass hai

Yahi Maharaas hai, yahi Maha raas hai.
Suban kaa swami, bhakton ka daas hai,
Yahi Maharaas hai, yahi Maha raas hai.
Krishna kamal hai, Radhe suwaas hai,
Yahi Maharaas hai, yahi Maha raas hai.
O iske avalokan ki yug yug ko pyaas hai.
Yahi Maharaas hai, yahi Maha raas hai.

Kanha re thodaa saa pyaar de,
charanon me baithaa ke taar de,


Tu joothaa vachan Tere juthe,
muskaa ke boli Radha ko luten,
main bhi Hu sacchaa, vachan mere sacche,
preet meri pakki, Tumare man kacche.
jaise Tu rakhe, vaishe rahungi
dungi pariksha pid sahungi.

Swargon ke sukh bhi mithe naa laage,
Tu mil jaaye to moksh naahi mange.
Kanha re......

Shristi ke kan kan main iskaa aabhaas hai,
yahi maha raas hai, (2)
Ho taron main nartan, phoolon main ulhaas hai,
Yahi Maharaas hai, Yahi Maha raas hai.
Murli pratidvani, dishaaon ke paass hai,
Yahi Maharaas hai
Ho adhyatmik chetna ka sabmen vikaas hai. 
Yahi Maha raas hai


Kanha re yahi maharaas hai lyrics in Hindi script.



कान्हा रे थोडा सा प्यार दे ,
चरणो मे बैठा के तार दे ,
ओ गौरी घुंघट उभार दे ,
प्रेम कि भिक्षा झोळी में  दाल दे .
कान्हा रे  ....

प्रेम गली में आके गुजरिया ,
भूल गई रे घर कि दगरीया ,
जब तक सदन, तन,मन, जीवन ,
सब तुजे अर्पण, प्यार सावरिया 


माया तुमने रंग ऐसा डाला ,
बंधन मे बंध गया बांध्नेवाला ,
कोन रमापती कैशा ईश्वर, मेन तो हून गोकुळ का ग्वाला ,
ग्वाला रे थोडा सा प्यार दे, गवाळी का जीवन सवार दे ,
आत्मा-परमात्मा के मिलन का मधु मास है 

यही महारास है, यही महा रास है .
सूबन का स्वामी, भक्तोन का दास है ,
यही महारास है, यही महा रास है .
क्रिष्णा कमल है, राधे सुवास है ,
यही महारास है, यही महा रास है .
ओ इसके अवलोकन कि युग युग को प्यास है .
यही महारास है, यही महा रास है .

कान्हा रे थोडा सा प्यार दे ,
चरणो मे बैठा के तार दे ,


तू जूठा वचन तेरे जूठे ,
मुस्का के भोळी राधा को लुटे  ,
मै भी हु सच्चा, वचन मेरे सच्चे ,
प्रीत मेरी पक्की, तुमारे मन कच्चे .
जैसे तू रखें , वैशे रहूंगी 
दुंगी परीक्षा पीड सहुंगी .

स्वरगोन के सुख भी मिथे ना लागे ,
तू मिल जाये तो मोक्ष नाही मांगे .
कान्हा रे ......

श्रीस्ती के कण कण मै इसका आभास है ,
यही महा रास है , (2)
हो तारो मै नर्तन, फुलोन मै उल्हास है ,
यही महारास है, यही महा रास है .
मुरली प्रतीद्वनी,  दिशाओ के पास है ,
यही महारास है 
हो अध्यात्मिक चेतना का सबमे विकास है . 
यही महा रास है 

No comments:

Post a Comment