Last post was about the Navratri Song Gunj Aangna Mein Shenai. Since this blog posts have lyrics in both English and Hindi for all the songs here are the lyrics of Gunji Aangna Mein Shehnai.
look for more Navratri songs and aartis.
gunji aangna main shehnai lyrics in English text or words
Download Gunji aangna main Shehnai mp3 here
Hey Ji Re Ey Hey Ji Re
Aati Turi Tak Tak Tere, Ne Maathe Muh Gayena
Jhol Samajha Agar Koi Toh Kya Kare
Are Re Re ..
Ho Ho Ho Ho Ho..
(Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi, Gunji Angana Mein
Shehnaayi) - 2
(Baaje Gali Mein Dhoil, Gori Ghungata Toh Khol) - 2
Pi Se Milan Ki Ghadi Aayi
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein
Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
(Hey Dono Hatheli Mehandi Hai Kaisa Rang Laayi) - 2
(Ang Ang Haldi Jo Lage Mehaki Mehkaayi) - 2
(Mehaka Jo Yuun Tan Mann, Badhane Lagi Dhadkan) - 2
Anjaani Khushiya Hai Lehraayi Ha Ha
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein
Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
Hey Ji Re Hey Ji Re Ji Ji Ji Ji Ji Ji.... Ji Re
(Gaati Hai Galiya Gaate Hai Saare Chaubaare) - 2
(Baaraat Aayi Sapano Ki Gori Ke Dwaare) - 2
(Paayal Chhanakane De, Kangana Khanakane De) - 2
Masti Hawaao Mein Hai Chhayi, Ja
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein
Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
gunzi aangna mein shehnai lyrics in Hindi Script
हे जी रे एय हे जी रे
आती तुरी तक तक तेरे, ने माथे मुह गयेना
झोल समझा अगर कोई तोह क्या करे
अरे रे रे ..
हो हो हो हो हो..
(गोरी शरमाई मनन में मुस्काई, गूंजी अंगना में
शेहनाई) - २
(बाजे गली में धोइल, गोरी घुन्गता तोह खोल) - २
पि से मिलन की घडी आई
गूंजी अंगना में शेहनाई, गोरी शरमाई मनन में
मुस्काई
(गूंजी अंगना में शेहनाई) - २
(हे दोनों हथेली मेहंदी है कैसा रंग लायी) - २
(अंग अंग हल्दी जो लगे महकी महकायी) - २
(महका जो यूं तन मनन, बढ़ने लगी धड़कन) - २
अनजानी खुशिया है लहराई हा हा
गूंजी अंगना में शेहनाई, गोरी शरमाई मनन में
मुस्काई
(गूंजी अंगना में शेहनाई) - २
हे जी रे हे जी रे जी जी जी जी जी जी.... जी रे
(गाती है गलिया गाते है सारे चौबारे) - २
(बरात आई सपनों की गोरी के द्वारे) - २
(पायल छानाकाने देत, कंगना खनकने देत) - २
मस्ती हवाओं में है छाई, जा
गूंजी अंगना में शेहनाई, गोरी शरमाई मनन में
मुस्काई
(गूंजी अंगना में शेहनाई) - २
No comments:
Post a Comment